LYRICSNOW
OLD AND LATEST HINDI SONG LYRICS
OLD AND LATEST HINDI SONG LYRICS
Movie: Dard |
Singer:Uma Devi Khatri (Tun tun) |
Written By:Shakeel Badayuni |
Composer:Naushad Ali |
Music Director:Naushad Ali |
Director:Abdul Rashid Kardar |
Music Label:Â Saregama |
Actor/Actress:Shyam Kumar, Nusrat, Munawar Sultana |
Yeh kaun chala,
Yeh kaun chala
Yeh kaun chala haaye
Yeh kaun chala
Yeh kaun chala haaye
Yeh kaun chala
Meri aankhon mein sama kar
Meri rag-rag mein sama kar
Ye kaun chala
Dil toot raha hai
Mera ji chhoot raha hai
Dil toot raha hai
Mera ji chhoot raha hai
Aise bhi na jaaye
Koi majboor bana kar
Aise bhi na jaaye
Koi majboor bana kar
Meri aankhon mein sama kar
Meri rag-rag mein sama kar
Ye kaun chala
Ye kaun chala haaye
Ye kaun chala
Jaag ae gham-e-furaqat
Looti jaati hai musarat
Looti jaati hai musarat
Jaag ae gham-e-furaqat
Looti jaati hai musarat
Soi hui masoom
Tamanna ko jaga kar
Soi hui masoom
Tamanna ko jaga kar
Meri aankhon mein sama kar
Meri rag-rag mein sama kar
Ye kaun chala
Ye kaun chala haaye
Ye kaun chala
Jane ye hawayen yahan
Kab laut ke aaye
Yahan kab laut ke aaye
Jane ye hawayen yahan
Kab laut ke aaye
Yahan kab laut ke aayen
Chal di meri kashti ko
Yun toofan mein phansa kar
Meri aankhon mein sama kar
Meri rag-rag mein sama kar
Ye kaun chala
Ye kaun chala haaye
Ye kaun chala.
yeh kaun chala,
yeh kaun chala
yeh kaun chala haaye
HAI
Mera ji chhoot raha hai
dil toot raha hai Kar KO JAGA KAR Laut keaee
jane ye hawayen yahan
kab laut ke aaye
yahan kab laut ke aayen
chal di meri kashti ko
Haye
ये kaun chala।