LYRICSNOW
OLD AND LATEST HINDI SONG LYRICS
OLD AND LATEST HINDI SONG LYRICS
Movie: Isi Life Mein...! (2010) |
Singer:Udit Narayan |
Written By:Manoj Muntashir |
Composer:Meet Bros Anjjan |
Music Director:Meet Bros Anjjan |
Director:Vidhi Kasliwal |
Music Label:Â Sony Music |
Actor/Actress:Akshay Oberoi, Sandeepa Dhar |
Tum darshan hum naina rama
Tum darshan hum naina
Tum darshan hum naina rama
Tum darshan hum naina
Kaushalya ki kokh se tumne
Janam liya hai aise
Sukh samridhi ki ganga ko
Mukh se janme jaise
Ganga janme jaise
Sarju ke tat jhoom ke
Gaayein pal pal aaj badhaayi
Jug jug ankhiyaan tarsi hai
Tab ghadi yeh pawan aayi
Mil gaya mann ko chaina rama
Tum darshan hum naina
Tum darshan hum naina rama
Tum darshan hum naina
Hum jeevan hain tum mukti
Hum maruthal tum jal ki dhar
Hum swarth ki boond hain rama
Tum karuna ka sindhu apar
Tum karuna ka sindhu apar
Hum deepak tum jyoti
Hum santaan hai tum ho palan haar
Hum asha vishwas ho tum
Hum jhanjhar hain tum jhunkaar
Tum suraj hum raina rama
Tum darshan hum naina
Tum darshan hum naina rama
Tum darshan hum naina.
tum darshan hum naina rama
tum darshan hum naina
tum darshan hum naina rama
tum darshan hum naina
Jaise
Sarju ke tat jhoom ke
gaayein pal pal aaj badhayi जीवन है JHUNKAAR
TUM SURAJ HUM RANA RAMA
TUM DARSHAN HUM NAINA
TUM DARSHAN HUM NAINA RAMA
TUM DARSHAN HUM NAINA।