LYRICSNOW
OLD AND LATEST HINDI SONG LYRICS
OLD AND LATEST HINDI SONG LYRICS
Movie: Border (1997) |
Singer:Roop Kumar Rathod |
Written By:Javed Akhtar |
Composer:Anu Malik |
Music Director:Anu Malik |
Director:J.P. Dutta |
Music Label:Â Venus Music |
Actor/Actress:Sunny Deol, Suniel Shetty, Akshaye Khanna, Raakhee, Jackie Shroff, Tabbu, Pooja Bhatt, Kulbhushan Kharbanda, Puneet Issar |
Ae jaate hue lamhon
Zara thehro zara thehro
Ae jaate hue lamhon
Zara thehro zara thehro
Main bhi to chalta hoon
Zara unse milta hoon
Jo ek baat dil mein hai unse kahoon
To chaloon to chaloon hm hm hm hm hm
To chaloon to chaloon to chaloon
To chaloon to chaloon hm hm hm hm hm
To chaloon to chaloon to chaloon
Ae jaate hue lamhon
Zara thehro zara thehro
Unke chehre ki yeh narmiyaan
Unki zulfon ki yeh badliyaan
Unki aankhon ke roshan diye
Unke honton ki yeh surkhiyaan
Unke chehre ki yeh narmiyaan
Unki zulfon ki yeh badliyaan
Unki aankhon ke roshan diye
Unke honton ki yeh surkhiyaan
Sab unke hain jalwe
Main chalne se pehle
Saanson mein aankhon mein
Khwaabon mein yaadon mein
Aur is dil mein unko chhupaake rakhoon
To chaloon to chaloon hm hm hm hm hm
To chaloon to chaloon to chaloon
Ae jaate hue lamhon
Zara thehro zara thehro
Main kahin bhi rahoon ae sanam
Mujhko hai zindagi ki kasam
Faaslein aate jaate rahe
Pyaar lekin nahin hoga kam
Main kahin bhi rahoon ae sanam
Mujhko hai zindagi ki kasam
Faaslein aate jaate rahe
Pyaar lekin nahin hoga kam
Jinhe chaahoon jinhe poojoon
Unhe dekhoon unhe chhoo loon
Zara baatein to kar loon
Zara baahon mein bhar loon
Main is chaand se maathe ko choom loon
To chaloon to chaloon hm hm hm hm hm
To chaloon to chaloon to chaloon
Ae jaate hue lamhon
Zara thehro zara thehro
Main bhi to chalta hoon
Zara unse milta hoon
Jo ek baat dil mein hai unse kahoon
To chaloon to chaloon hm hm hm hm hm
To chaloon to chaloon to chaloon.
ae jaate hue lamhon
zara thehro zara thehro
ae jaate hue lamhon
zara thehro zara thehro HM
चालून से चालून से चालून से चालून से चालून से चालून से एचएम एचएम एचएम एचएम एचएम
चालून से चालून से चालून से
Badliyaan
unki aankhon ke roshan diye
unke honton ki yeh surkhiyaan
unke chehre ki yeh narmiyaan Jalwe
Main Chalne Se Pehle
Saanson Mein Ankhon Mein
khwaabon mein yaadon mein
aur dil mein unko chhupaake rakhoon
chaloon to chaloon hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm थ्रो ज़ारा द हरो
मुख्य कहिन भीई राहून ऐ सनम
मुजको है ज़िंदगी की कासम
rahe
pyaar lekin nahin hoga kam
jinhe chaahoon jinhe poojoon
unhe dekhoon unhe chhoo loon एचएम एचएम
चालून से शैलून से चालून से
एई जाएट ह्यू लामहोन
ज़ारा ज़ारा थोरो
मुख्य भि से चेल्टा हून
ज़ारा अनसे मिल्टा हून
जो एक बट मीन हैम हॉन
चालून।