LYRICSNOW
OLD AND LATEST HINDI SONG LYRICS
OLD AND LATEST HINDI SONG LYRICS
Movie: Mahasati Behula (1964) |
Singer:Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Suman Kalyanpur |
Written By:Bharat Vyas |
Composer:Shivram Krishna |
Music Director:Shivram Krishna |
Director:Shanti Kumar |
Music Label:Â Saregama |
Actor/Actress:Niranjan Sharma, Lalita Pawar, Jaymala, Mahipal |
Pardesi tum kaun
Kaha se aaye ho
Do pal ki pahchan mein
Man ko itne bhaye ho
Anjane tum kaun nain
Mein chhaye ho
Do pal ki pahchan mein
Man ko itne bhaye ho
Pardesi tum kaun
Mera phulo ka desh
Jaha chandi ka
Cham cham chamke gagan
Aur sone si ujli zami hai
Mera phulo ka desh
Jaha chandi ka
Cham cham chamke gagan
Aur sone si ujli zami hai
Tujhe dekha to ab
Mujhe aisa laga
Tujhe dekha to ab
Mujhe aisa laga
Waha teri hi ek bas kami
Anjane tum kaun nain
Mein chhaye ho
Do pal ki pahchan mein
Man ko itne bhaye ho
Pardesi tum kaun
Tera sapno ka desh
Jaha pariya
Bhi chham chham
Nache gagan
Rup rango ki jhanki
Rahi hai
Tera sapno ka desh
Jaha pariya
Bhi chham chham
Nache gagan
Rup rango ki jhanki
Rahi hai
Tera chanda ka mukhda
Yeh chamke jaha
Tera chanda ka mukhda
Yeh chamke jaha
Waha punam ke
Siva kuch nahi
Pardesi tum kaun
Kaha se aaye ho
Do pal ki pahchan mein
Man ko itne bhaye ho
Anjane tum kaun nain
Mein chhaye ho
Do pal ki pahchan mein
Man ko itne bhaye ho
Pardesi tum kaun.
pardesi tum kaun
kaha se aaye ho
do pal ka pahchan mein
man ko itne bhaye ho
kajane tum kaun nain
mein chhaye ho
desh ab
mujhe aisa laga
waha teri hi ek bas kami CHHAM
Nache Gagan
Rup रंगो की झंकी
Rahi Hai
Tera Sapno Ka desh
Jaha pariy mukhda
yeh chamke jaha ITNE BHAYE HO
Pardesi Tum Kaun।