LYRICSNOW
OLD AND LATEST HINDI SONG LYRICS
OLD AND LATEST HINDI SONG LYRICS
Movie: Reshmi Rumal (1961) |
Singer:Talat Mahmood |
Written By:Raja Mehdi Ali Khan |
Composer:Babul Bose |
Music Director:Babul Bose |
Director:Harsukh Jagneshwar Bhatt |
Music Label:Â Saregama |
Actor/Actress:Manoj Kumar, Shakeela, Helen, K N Singh, Kamal Kapoor, Jankidas, Indu Shivraj, Shammi, Sulochana Chatterjee, Maruti, Sulochana |
Jab chhaye kabhi sawan ki ghata
Ro ro ke na karna pyar mujhe
Aye jaane tamanna gham tera
Karde na kahi barbad mujhe
Jab chhaye kabhi sawan ki ghata
Jo mast bahare aayi thi
Wo ruth gayi is gulshan se
Jo mast bahare aayi thi
Wo ruth gayi is gulshan se
Jis gulshan mein do din ke liye
Kismat ne kiya aabad mujhe
Jab chhaye kabhi sawan ki ghata
Wo rahi hu pal bhar ke liye
Jo zulf ke saye mein thahra
Wo rahi hu pal bhar ke liye
Jo zulf ke saye mein thahra
Ab le ke gayi hai dur kahi
Aye ishq teri bedag mujhe
Jab chhaye kabhi sawan ki ghata
Aye yaade chaman ab laut bhi ja
Kyu aa gayi tu samjhane ko
Aye yaade chaman ab laut bhi ja
Kyu aa gayi tu samjhane ko
Mujhko mera gham kafi hai
Tu aur na kar nashad mujhe
Jab chhaye kabhi sawan ki ghata
Ro ro ke na karna pyar mujhe
Aye jaane tamanna gham tera
Karde na kahi barbad mujhe
Jab chhaye kabhi sawan ki ghata.
jab chhaye kabhi sawan ki khata
ro ka ka na karna pyar mujhe
ae Jaane tamanna gham tera
karde na kahi barbad mujhe
बहरे अयी थी
wo रूथ गेई गुलशन से
jis gulshan mein din ke liye
kismat ne kia aabad mujhe liye
Jo zulf ke saye mein thahra
ab le ke gayi hai dur kahi
aye ishq teri bedag mujhe
Bhi Ja छेई कबी सावन की घाट।