LYRICSNOW
OLD AND LATEST HINDI SONG LYRICS
OLD AND LATEST HINDI SONG LYRICS
Movie: Khel (1950) |
Singer:G. M. Durrani |
Written By:Behzad Lucknavi |
Composer:Sajjad Hussain |
Music Director:Sajjad Hussain |
Director:S.M. Nawab |
Music Label:Â Saregama |
Actor/Actress:Dev Anand, Nargis Dutt, Murad, Neelam, Nigar Sultana |
Hamein ab ye jeena
Gawaara nahin hai
Hamein ab ye jeena
Gawaara nahin hai
Ke duniya mein koi
Hamaara nahin hai
Ke duniya mein koi
Hamaara nahin hai
Bahut unko chaaha ke
Apna banaayein
Apna banaayen
Bahut unko chaaha ke
Apna banaayein
Apna banaayen
Muqadaar ko lekin
Gawaara nahin hai
Hamein ab ye jeena
Gawaara nahin hai
Ke duniya mein koi
Hamaara nahin hai
Mohabbat mein aisa
Koi din na guzra
Mohabbat mein aisa
Koi din na guzra
Jise hamne rokar
Guzaara nahin hai
Hamein ab ye jeena
Gawaara nahin hai
Ke duniya mein koi
Hamaara nahin hai
Na kyun jaan de de wo
Kismat ka maara
Kismat ka maara
Na kyun jaan de de wo
Kismat ka maara
Kismat ka maara
Zamaane mein jiska
Sahaara nahin hai
Hamein ab ye jeena
Gawaara nahin hai
Ke duniya mein koi
Hamaara nahin hai.
hamein ab ye jeena
गावरा नाहिन है banaayein
apna banaayen
bahut unko chaaha ke है
है
दुनिया मीन कोइ
हामारा नाहिन है।